1• Girl: janu tum mujh se kitna pyar kertay ho..?
.
Sailab zda boy: such btaon ?
.
Girl: haan
.
.
Boy: 12 lakh cusec
2 • Aik nurse ka Mangetar usay barri hasrat se:
"Janu kash muje koyi haadsa paish aata to mai tumharey ward mein admit hota, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata "
.
Nurse: Jaan tumhen meray pass koyi haadsa nai balkey mojza he laa skta hay, q k main delievery ward mein hoti hoon
3• Husband aur wife mein jhagra hua, to wife ne apni maa ko fone kiya:
" Ammi un se jhagra ho gya hai, main 3-4 mahinoo k liye aap k ghar aa rahi hon "
Maa boli " jhagra us kambakhat ne kiya hay saza b usi ko milni chahye, tu wohin thehar mai Aa rahi hoon 5-6 month k liye "
0 comments:
Post a Comment